Subscribe:

HINDI SAD SMS

2012 :

1.  Hakikat ke kareeb
     Aane ke baad,
     Samjha mohabat ko
     Dill lagane ke baad,
     Mujhe apna gum nahi
     Dukh unka hai,
     Kaun chahega unhe
     Mere jaane ke baad.
2.  Vada hai apko nahi satayenge,
      Dill na kabhi apka dukhayenge,
     Jab tak hai sath "Jhel lo Yaar",
     Jab mar jayenge,
     Sach me Khayalo me bhi nahi
     Ayenge.
3.   Hum unse wo humse juda ho gaye,
      Aa gaye wo mere janaje me to
      Sare vaade wafa ho gaye ,
      Jhuk kar unhone meri kabr se kaha,
      Aapto sach me hmse khfa ho gaye.
4.  Bhul jaane ka use
     Koi irada na tha,
     Uske siva kisi se
     Kiya vaada na tha,
     Nikal dete dill se
     Sayad use hum,
     Par kya kare iss dill me
     Koi darwaza na tha.
5.  Kitabo k panne palat k
     Sochte hai,
     Yu palat jaye zindagi to
     Kya baat hai,
     Tamana jo puri ho
     Khwabo me,
     Haikat ban jaye to
     Kya baat hai,
     Kuch log matlab k liye
     Dhundte hai mujhe,
     Bin matlab koi aaye to
     Kya baat hai,
     Katal kar k to sab
     le jayenge dill mera,
     Koi baato se le jaye to
     Kya baat hai,
     Zindagi rahne tak to khushi dunga
     Mai sabko,
     Kisi ko meri maut pe khushi mil jaye to
     Kya baat hai.
6.  Mat raho dur apno se itna
     Ki waqt ke faisle par afsos ho jaaye,
     Kal najaane kaise ho mulakaat hamari
     Aap roye lipatkar humse,
     Aur hum khamosh ho jaye.
7.  Chup chup kar tanha ro lenge,
     Ab dill  ka dard kisi se na bolenge,
     Need to aati nahi raaton ko,
     Jab dhadkan rukegi to ji bhar kar so lenge.......!
8.  Soonsaan mansoon aur hawa me nami hogi,
     Aansu ki bahti nadi bas thami hogi,
     Milna to tab bhi chahenge apse,
     Jab aapke paas waqt aur hamare pass saanso ki kami hogi.
9.  Na dill se hota hai,
     Na dimag se hota hai,
     Ye pyar to ITTIFAK se hota hai,
     Our kya kahen !
     Pyar karke vo pyar na mila,
    Ye ittifak sirf humare saath hota hai.

2011 :

1. har dil me dard chupa hota hai,
    bayan karne ka andaaj juda hota hai,
    kuch log aankho me dard ko baha dete hai
    aur kisi ka dard hasi me chupa hota hai. (148 Characters)

2. kuch yaden yaad rakhna,kuch baten yaad rakhna,
    hum umr bhar sath rahe na rahe,
    hum sath the kabhi ye umr bhar yaad rakhna.(120 Characters)

3. sab ne chaha k use hum na mile,
    hum ne chaha jise use gum na mile,
    agar khusi milti hai use humse juda hokar,
    to yahi dua hai k use kabhi hum na mile.(147 Characters)

4. aankho me aansu ko ubharne na diya,
    mitti k motiyo ko bikharne na diya,
    jis raah pe pade the tere kadmo k nisan,
    us rah se kisi ko gujarne na diya.(144 Character)

5. har nami me kuch kami to rahegi,
    aankhe kuch sabnami to rahegi,
    zindagi ko hum kitna bhi saware bin aapke kuch kami to rahegi.(124 characters )

6. kuch meethe pal yaad aate ha,
    aankho me aansu chhod jate hai,
    kal koi mile to hame na bhol jana,
    Qki pyar karne wale umr bhar kaam, aate hai (137 Chracters)

7. dete ho dard bus hum hi ko,
    kya samjhoge in aankho ki nami ko,
    lakho diwane ho jis chand k,
    wo kya jane ek taare ki kami ko.(120 Characters)

8. hame aansu se gum ko dhona nahi aata,
    milti hui khusi to use khona nahi aata,
    sah lete hai har gum hum hans k 
    aur log kahte hai k hame rona nahi aata.(147 characters)

9. manjil se apni door na jana,
    raste ki paresaniyo se toot najana,
    jab bhi jarorat ho jindagi mie kisi apne ki,
    mai jinda hu ye bhol na jana.(135 Characters)

10. meri zindagi ek dard bhari awaj ban gayi hai,
      jisme nahi hai dhun wo saj ban gayi hai,
      tu bhi chala gaya hai tanha mujhe chod k,
      ab teri yaad mere dil me ek raaz ban gayi.(167 Characters)

11. tanhai ka mausam hai,
      mai hu aur thoda gum hai,
      bas ye sonchkar muskura diya karte hai,
      Qki usne kaha tha haste rahna tumhe meri kasam hai.(147 Characters)

12.Samja do apni yado ko,
     wo bin bulaye pas aaya karti hai,
     aap to dur rehkar satate ho magar,
     wo pas aakar rulaya karti hai.


13. Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
       muskura rahe the hum,
       par ankho me nami si thi,
       saath hamare ye jahan tha sara,
       par na jaane kyu tumhari kami si thi.


14.Kyu dil ke mere tukde kar diye,
     kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye,
     gunah kya tha mera bus chahna tumhe,
     kyu meri zindagi me tune dard bhardiye.


15.Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
    Aapse dil lagana hamara kasur tha
    Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
    Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha.


16.Tujhe Har Khushi Dedi, Labon Ki Hansi Dedi
    Zulfon Ki Ghata Lehrayi, Paigham Wafa Ke Layi
    Toone Achhi Preet Nibhayi
    Kisi Se Ab Kya Kehna.


17. Woh Chand Mere Ghar Aangan Ab To Aayega
      Tere Soone Is Aanchal Ko Woh Bhar Jayega
      Teri Kardi God Bharayi
      Kisi Se Ab Kya Kehna…
 

18. Khata Ho Gayi Mujhse, Kaha Kuch Nahin Tumse
      Iqraar Jo Tum Kar Paate, To Door Kabhi Na Jaate
      Koi Samjhe Na Peer Parayi
      Kisi Se Ab Kya Kehna…

19.Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum,
     Dur fizaon me kahi kho jayenge hum.
     Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum,
     jab zameen ko odh ke so jayenge hum…


20. Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
      Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
      ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
      Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye…
 

21.Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
     Yaad meri aye jab judai me,
     Mehsus karna tumhare karib hu me,
     Jab chahe dekh lena apni hi parchai me…
 

22.Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
     Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
     Thokar bhi lagi tho us pathar se,
     Jise hum apna mante the…
 

23.Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
     Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
     Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
     Bas ek baar humein samaj-liya hotha?
 

24.Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
     Koi majburi hogi to dil tod kar roye
     Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
     Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye…



25.Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
    Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
    Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
    apno se koi baat chupaya nahi karte…
 

26.Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
     Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
     kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
     hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
 

26.Dard se khelna sikh gaye,
     hum bewafayi ko jhelna sikh gaye
     ham kya bataye hame zindagi ne
     Kis kadar saqth bana diya,
     k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!
 

27.Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
     Yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
     Hum gaye they unko loutane k liye.
     Wo kha k raham rehne diya………



28.Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
     bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
     dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
     kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
     hamari myyath pr tum Aao ye yakeen ab kisi ko nahi…


29. Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
      Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
      Poora Ho tera Har Khwab,
      Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na…


30.Wo deta hai dard bas hami ko?
     Kya samjhe ga wo in ankhon ki nami ko?
     Lakhon dewany hon jis ke?
     Wo kya mehsos kare ga ik hamari kami ko…


31.Barson Guzar Gaye, Ro Kar Nai Dekha ..
     Aankhon Mein Neend thi, So Kar Nai Dekha
     Wo Kiya Jane Dard Mohabbat Ka …
     Jis Ne Kisi Ka Ho Kar Nai Dekha …


32.Nigaho Me Or Koi Dosti Ke Kabil Na Raha,
     Is Kinare Ka Or Koi Sahil Na Raha
     Chand Jaisa Dost Mila Hume Zamin Par,
     Aasma Ka Chand Bhi Ab Deedar K Kabil Nahi Raha….